Khamoshiyan teri mujhse baatein karti hain, meri har aah har dard samajhti hain. Pata hai majbuur hai tu bhi aur main bhi, phir bhi aankhein tere deedar ko tarasti hain.
Kabar ki mitti utha ke le gaya koi, isi bahane humein choo kar chala gaya koi, tanhayi aur andhere mein khush they hum, lekin phir se intezaar karne ki wajah de gaya koi..
Vo aaj bhi hume dekh kar muskurate hain, Vo aaj bhi hume dekh kar muskurate hain, Yeh to unke bachche hee kaminey hain, Jo Mama-Mama kehke bulaate hain.